Happy New Year 2014 Hindi Sms

Happy New Year Hindi  wishes

Main phoolon se kanton ko alag chant raha hon
Achon ko samajhne ka hunar bant raha hon
Main tere qabilay ka nahin teri nazar main
Phir bhi tere logon main wafa bant raha hon
Nakam mohabbat hon is wastay jana
Main phir bhi yahan mehr-o-wafa bant raha hon
Kab maine kisi aur pe ilzam dhara hai
Main apne hi hisay ki saza kaat raha hon
-------------------------------------------------------------------------------------
Agarchay hum ne bohat karb main guzari hai 
azeez hum ko bohat zindagi hamari hai
Ye basti sari ki sari janoon se ari hai
keh ek shukhs yahan lashkar par bhari hai
Guzarnay wala hai kya hadsa Khuda janay
Ye aaj dair se jo hum ko beqarari hai
Hai mukhtalif zara mamool ki udasi se
Ye hum pe ranj ki kaifiyat jo tari hai
Nadeem ab tou koi rasta mufar ka nahin
Kabool hum ko har ek shart ab tumhari ha